Saturday, 8 September 2018

Real ME 2 Pro price, specification, review aur sab kuch hindi me

Real ME 2 Pro price, specification, review aur sab kuch hindi me

About Real ME :- Real ME ne real me 2 ke baad ek surprise laya hai. Wo surprise Real ME 2 Pro hai. Real ME 2 me itna kuch khas nahi tha jo milna chahiye tha. Usi kaami ko pura karne ke liye Real ME ne Real ME 2 Pro launch kiya hai.

                     REAL ME 2 PRO 

Look :- Real Me  2 pro ka Real Me 2 ke jaisa hi hai bus thodasa different hai. Real Me 2 Pro ke pannel ka look diamond jaisa hai, jaisa ap mobile ko rotate karte hai vaisa back pannel ka look change hota rahta hai.        

Performance :-  performance ki baat kare to isme octa core processor laga hai aur iski  speed 2GHz ki hai, jo ki bahut achha performance de sakta hai. Aur ek baat Real Me 2  me Snapdragon 425 laga tha  aur Real Me 2 Pro me Snapdragon 625 laga hai. To ye phone bahut achha performance karega.      

Display :- Display aisi khas baat kuch nahi hai. Display ka size 6.2 inch(15.75cm)  ka hai,  display ki Resulation 720*1520 pixel aur 271 PPI   ka hai. IPS LCD hai. Bahut achhi baat jo hai notch display jo bahut achha look deta hai.



Camera :- Real Me 2 Pro me dual camera hai. 13 mega pixel  + 5 mega pixel primary camera hai . Sath me led Front camera 8 mega pixel ka hai . Agar camera Clearity achhi aa jayegi to bahut maza ayega, dekhte hai launch hone par kitna performance achha deta hai.    

Battery :- Bettery 4350 ka hai jo bahut achha kaha jata hai. Iski battery non removable hai, jo ki remove nahi hota.

Gaming ke liye kaisa hai :- gaming ke liye bahut achha sabit hoga keuki isme graphicaly game bahut smoothly run karega keu isme Andero 502 ka GPU laga hai .jisko gaming me interest un logo ke liye bahut achhi choice hai. Jinko game se pyar hai unke liye to khush khabri hai Bhai log.

Sensor :-isme light sensor, proximity sensor aur accelerometer laga hai.

Storage  :-Real Me 2 Pro launch ho rha hai 6 Gb Ram aur 64 Gb Internal memory ke sath. Hum isme memory card lagake 256 Gb tak expand kar sakte hai.

Operating system :- isme 8.1 Oreo ka operating system laga hai.

Conectivity :- Wi-Fi, Bluetooth, GPS jo ki har phone me hota hai.

Price :- Price ki  baare me kahe to 6 Gb Ram aur 64 Gb Rom  ki price Rs.14999  hai. Jo ki phone ke performance ke muqabale achhi hai.agar is se kam price me launch ho gya to bahut khushi ki baat hai.

Realese Date :- Real Me ke official site pe kaha gya hai ki 2 October  2018 ko Real Me 2 Pro Launch hoga.

Other Features :- Real Me 2 Pro me finger print lock hai uske sath me isme face lock bhi available hai. Finger print sensor aur face anlock ka sensor dono bahut achhi tarah se kaam karenge jo ki Real Me ke official site pe bataya hai.

Massage apke liye :- agar apko hamara ye review achha laga ho to comment karke bataya, koi galti huyi to bhi comment me batao hum agli baar usko sudhar lenge. Aise hi new review sabse pahle dekhne ke liye ap  bane rahe hamare is site pe. To milte hai agle review ke sath .thanks visit again.

------------------------------------------------------------
Specification :-

Camera  :- Rear 13mp +5 mp  primary
                   camera with flash ,
                   Front  camera 8 mp
Storage  :- 6 Gb Ram,
                    64 Gb Internal
Battery  :- 4350 mAh ,
                   ( non removable)
Display  :- 6.2 inch IPS LCD , 720*1520                        pixel Resulation
Sensor   :- Light sensor, proximity,                              accelerometer.
Price.     :-  Rs. 14999/-
Release :- 03 October 2018
Prosesser :- octa core, 2GHz                                          Snapdragon 625
Other.   :- finger print lock,
                  Face unlock,
-------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment