Hallo friends
Mi ne poco f1 ke baad apna naya phone launch kar diya hai jiska model no. Mi Max 3 hai aj apko complete details mil jayegi hamari is site pe
Mi me poco ke muqabale acha phone launch kiya hai Mi Max 3 jo ki dikhne me bhi bahut achha lagta hai, poco f1 se bada dekhta hai, samne ka look bhi bahut achha hai,
Mi Max 3 Kaha Sabse Pahle Launch Huva :-to Dosto main apko batana chahta hu ki Mi me Mi Max 3 ko pahle China me launch kiya hai, uske baad Dubai me. India ke alawa other popular country me launch kiya hai.
India me kab launch hoga:- Mi ne sabhi popular country me launch karne ke baad India me bhi bahut jaldi launch karenge ye kaha hai ki 20 October 2018 tak India me aa jayega.
India me kitne price ke sath launch hoga :-dosto MI ne Mi Max 3 ko Dubai me 18000 ki price me launch kiya hai . India me MI ne aisa kuch bhi nahi kaha hai Mi Max 3 ke price ke baare fir bhi Mi Max 3 ki price 16000 se 18000 ke beecme ho sakti hai.dekhte hai MI Max 3 kitne price me launch ho hai.
Mi Max 3 Battery :- Mi ne MI Max 3 ki battery capacity bhi bahut achaa leke aya jo ki bahut achha performance karegi. Mi Max 3 ki battery capacity 5500 mah hai. Jo ki bahut badi hai.
Mi Max 3 Ka Primary look:- Mi Max 3 ke side me volume up and down ka button hai thik uske niche power on/off ka button hai. Samne se itna achaa look nahi wohi purane phone ki tarah hai. Body build quality thodisi achhi lag rahi hai.
Mi Max 3 Camera :- iska front Camera 8 mega pixel ka hai aur Rear camera 12 mega pixel dual camera hai aur sath me power full flash light bhi hai.
Mi Max 3 Display :- Full HD display hai jiska size 6.9 inch hai. 1080*2160 pixel ka Resulation hai.
Camera Clearity :- Indoor me bhi camera ka permonce bahut achha hai jaise outdoor me Clearity ati hai vaisi hi Clearity indoor me bhi aa rahi hai. Low light yani night me bhi camera achha permonce de rha hai.
Mi Max 3 Special :-
Mi Max 3 launch with very special badi battery 5500 mah ke sath badi screen ka look aur bhi achha hai. Storage 64 Gb hai ise upgrade kar sakte hai 256 tak memory card lagaye. (Hight 176.15*width87.40*thilness7.99) aur weight 220.00 gm. Mi Max 3 me dual sim card aur ek memory card laga sakte hai .conectivity option Wi-Fi, GPS, Bluetooth, 3G and 4G sensor.
Mi Max 3 Launch :-
Mi Max 3 ka global version launch ho chuka hai. Other country Dubai, China in country me launch ho chuka hai. India me October me launch ho sakta hai.
Mi Max 3 Specification :-
Mi Max 3 Kya poco 1 ki tarah market me dhamaka machayega, ye to launch hone ke baad hi pata chalega. Muze lagta hai ki ye phone ki demand bhi jyada rahne wali hai. Bahut kam keemat me itna achha phone mil rha hai aur Kya chahiye Bhai customer. Mi to costmer ko capture karne ke liye aise ache quality aur performance Wale phone lata rahega. Agar iske alawa kuch aur daut ho to comment kar dijiye .thanks you
Have a nice day
Model Name :- Mi Max 3
Price :- Price India me fix nahi hai, expected price 16k - 18k
Display :- 6.9 Inch Display size
Full HD
Camera :-Front camera 8 mega pixel
Rear camera 12 mega pixel
Battery :- 5500mah
Prosesser :- 1.8GHz octa core
Resolution :- 1080*2160 pixel
Ram :- 4 Gb
Rom :- 64 Gb
Android :-Os android 8.1 Oreo

No comments:
Post a Comment