Monday, 10 September 2018

Honour 8x ka full review, price, release date and specification hindi me


ऑनर्स 8 एक्स, 5 सितंबर, 2018 में लॉन्च होने की उम्मीद है, एक चिकना और उत्तम दर्जे का मोबाइल है जो जीवंत प्रदर्शन के साथ है जो एचडी सामग्री को सबसे मोहक तरीके से सुनिश्चित करता है। न केवल प्रदर्शित करें, चमकदार चित्रों को पकड़ने के लिए डिज़ाइन किए गए 8x फीचर्स के उल्लेखनीय कैमरे का सम्मान करें। इसकी शक्तिशाली विन्यास चिकनी और गड़बड़ मुक्त अनुभव प्रदान करने के लिए तैयार है।

भारत में 8x मूल्य का सम्मान करें
भारत में 8x मूल्य का सम्मान रुपये की कीमत पर अफवाह है। 15,990। स्मार्टफोन से इस उचित मूल्य खंड में झूठ बोलने की उम्मीद है जिसमें कई उल्लेखनीय विशेषताएं हैं जैसे वॉटरड्रॉप डिस्प्ले नोट, दोहरी रीयर कैमरे, इम्प्रोविज्ड बैटरी, लस्टस और विशाल डिस्प्ले, और अतिरिक्त सुरक्षा के लिए पीछे-घुड़सवार फिंगरप्रिंट स्कैनर। यह ब्रांड ऑनर से उन्नत विनिर्देशों के साथ एक बजट अनुकूल मोबाइल है।

  प्रदर्शन और ऑपरेटिंग सिस्टम
(Performance and operating system )
यह स्मार्टफोन एंड्रॉइड v8.1 (ओरेओ) ऑपरेटिंग सिस्टम पर चलता है और हुवाई द्वारा अपने हाईसिलिक किरीन 710 चिपसेट द्वारा संचालित किया जाता है जिसमें दो क्वाड-कोर कॉर्टेक्स ए 53 प्रोसेसर होते हैं जो 2.2 गीगाहर्ट्ज की घड़ी की गति तक काम करते हैं। शक्तिशाली प्रोसेसर के अलावा, ऑनर्स 8x में 4 जीबी रैम के साथ माली-टी 830 एमपी 2 जीपीयू की अतिरिक्त क्षमता होगी। यह पावर-पैक कॉन्फ़िगरेशन निर्बाध प्रदर्शन सुनिश्चित करता है, आप अनुभवों का उपयोग करके अंतराल रहित मोबाइल का आनंद ले सकते हैं, चाहे वह ऐप, वीडियो या गेम्स हों।

  कैमरा
(Camera)
ऑनर 8x में 16 एमपी कैमरा है
अनुभव का उपयोग कर प्रीमियम मोबाइल एक पूरी तरह से उन्नत कैमरा के साथ आता है। सम्मान 8x कैमरा 4616 x 3464 पिक्सेल छवि संकल्प के साथ बेहतर-स्तरीय फ़ोटो वितरित करने के लिए पर्याप्त है। डिवाइस पीडीएएफ के साथ 12 एमपी और 12 एमपी दोहरे प्राथमिक कैमरे और सुरम्य चित्रों के लिए दोहरी फ्लैश के साथ आता है, आकर्षक रंग प्रजनन के साथ ईर्ष्यापूर्ण स्वयं के लिए 8 एमपी का फ्रंट कैमरा। इसके अतिरिक्त, डिजिटल ज़ूम, ऑटो फ्लैश, फेस डिटेक्शन और फोकस करने के लिए स्पर्श जैसी विशेषताएं हैं। सम्मान 8x निरंतर शूटिंग और उच्च गतिशील रेंज (एचडीआर) मोड प्रदान करता है।

  बैटरी और प्रदर्शन
(Battery and Display)
ऑनर द्वारा यह मोबाइल अपने 6.9 "(17.53 सेमी) डिस्प्ले के साथ एक असाधारण स्पर्श अनुभव प्रदान करता है जिसमें 1080 x 2244 पिक्सल का स्क्रीन रेज़ोल्यूशन है। अन्य हाई-एंड फोन की तरह, ऑनर्स 8x में 5000 एमएएच ली-आयन बैटरी के साथ एक महान बैटरी बैकअप है इसकी बड़ी बैटरी निर्बाध उपयोग की पुष्टि करती है और लंबे समय तक चलती है।

महान भंडारण
(Great Storage) 
ऑनर 8x उपयोगकर्ताओं को प्रभावित करता है? अपने भंडारण के मामले में और यह फोन में महत्वपूर्ण तत्वों में से एक है जो इसकी उच्च कीमत को औचित्य देता है। स्मार्टफोन में 64 जीबी इंटरनल स्टोरेज शामिल है जिसे आगे बढ़ाकर 256 जीबी तक बढ़ाया जा सकता है। आप जितना चाहें गेम, ऐप, वीडियोज़ डाउनलोड कर सकते हैं, चित्रों पर क्लिक कर सकते हैं, स्टोरेज क्षमता के लिए परेशान किए बिना अपना डेटा बचा सकते हैं।

नेटवर्क कनेक्टिविटी
(Network conectivity)
इस मूल्य खंड में, ऑनर 8 एक्स कनेक्टिविटी-वार सिम स्लॉट दोनों में 4 जी बैंड के साथ एक दोहरी सिम स्मार्टफोन है। इसके अलावा, यह वाई-फाई 802.11, बी / जी / एन, मोबाइल हॉटस्पॉट, हां वी 5.0 ब्लूटूथ, वोल्ट, माइक्रो यूएसबी 2.0, ए-जीपीएस, ग्लोनस इत्यादि पैक किया गया है।
ऑनर्स 8x रिलीज की तारीख के लिए, समीक्षा और अधिक, अब गैजेट्स देखें!

विशेष विवरण
(specification)
PERFORMANCEOcta कोर
DISPLAY6.5 "(16.51 सेमी)
स्टोरेज 64 जीबी
कैमरे 20 एमपी
बैटर 3737 एमएएच
रैम 4 जीबी
इंडियन 21 नवंबर, 2018 (अपेक्षित) में लॉन्च तिथि

Saturday, 8 September 2018

Real ME 2 Pro price, specification, review aur sab kuch hindi me

Real ME 2 Pro price, specification, review aur sab kuch hindi me

About Real ME :- Real ME ne real me 2 ke baad ek surprise laya hai. Wo surprise Real ME 2 Pro hai. Real ME 2 me itna kuch khas nahi tha jo milna chahiye tha. Usi kaami ko pura karne ke liye Real ME ne Real ME 2 Pro launch kiya hai.

                     REAL ME 2 PRO 

Look :- Real Me  2 pro ka Real Me 2 ke jaisa hi hai bus thodasa different hai. Real Me 2 Pro ke pannel ka look diamond jaisa hai, jaisa ap mobile ko rotate karte hai vaisa back pannel ka look change hota rahta hai.        

Performance :-  performance ki baat kare to isme octa core processor laga hai aur iski  speed 2GHz ki hai, jo ki bahut achha performance de sakta hai. Aur ek baat Real Me 2  me Snapdragon 425 laga tha  aur Real Me 2 Pro me Snapdragon 625 laga hai. To ye phone bahut achha performance karega.      

Display :- Display aisi khas baat kuch nahi hai. Display ka size 6.2 inch(15.75cm)  ka hai,  display ki Resulation 720*1520 pixel aur 271 PPI   ka hai. IPS LCD hai. Bahut achhi baat jo hai notch display jo bahut achha look deta hai.



Camera :- Real Me 2 Pro me dual camera hai. 13 mega pixel  + 5 mega pixel primary camera hai . Sath me led Front camera 8 mega pixel ka hai . Agar camera Clearity achhi aa jayegi to bahut maza ayega, dekhte hai launch hone par kitna performance achha deta hai.    

Battery :- Bettery 4350 ka hai jo bahut achha kaha jata hai. Iski battery non removable hai, jo ki remove nahi hota.

Gaming ke liye kaisa hai :- gaming ke liye bahut achha sabit hoga keuki isme graphicaly game bahut smoothly run karega keu isme Andero 502 ka GPU laga hai .jisko gaming me interest un logo ke liye bahut achhi choice hai. Jinko game se pyar hai unke liye to khush khabri hai Bhai log.

Sensor :-isme light sensor, proximity sensor aur accelerometer laga hai.

Storage  :-Real Me 2 Pro launch ho rha hai 6 Gb Ram aur 64 Gb Internal memory ke sath. Hum isme memory card lagake 256 Gb tak expand kar sakte hai.

Operating system :- isme 8.1 Oreo ka operating system laga hai.

Conectivity :- Wi-Fi, Bluetooth, GPS jo ki har phone me hota hai.

Price :- Price ki  baare me kahe to 6 Gb Ram aur 64 Gb Rom  ki price Rs.14999  hai. Jo ki phone ke performance ke muqabale achhi hai.agar is se kam price me launch ho gya to bahut khushi ki baat hai.

Realese Date :- Real Me ke official site pe kaha gya hai ki 2 October  2018 ko Real Me 2 Pro Launch hoga.

Other Features :- Real Me 2 Pro me finger print lock hai uske sath me isme face lock bhi available hai. Finger print sensor aur face anlock ka sensor dono bahut achhi tarah se kaam karenge jo ki Real Me ke official site pe bataya hai.

Massage apke liye :- agar apko hamara ye review achha laga ho to comment karke bataya, koi galti huyi to bhi comment me batao hum agli baar usko sudhar lenge. Aise hi new review sabse pahle dekhne ke liye ap  bane rahe hamare is site pe. To milte hai agle review ke sath .thanks visit again.

------------------------------------------------------------
Specification :-

Camera  :- Rear 13mp +5 mp  primary
                   camera with flash ,
                   Front  camera 8 mp
Storage  :- 6 Gb Ram,
                    64 Gb Internal
Battery  :- 4350 mAh ,
                   ( non removable)
Display  :- 6.2 inch IPS LCD , 720*1520                        pixel Resulation
Sensor   :- Light sensor, proximity,                              accelerometer.
Price.     :-  Rs. 14999/-
Release :- 03 October 2018
Prosesser :- octa core, 2GHz                                          Snapdragon 625
Other.   :- finger print lock,
                  Face unlock,
-------------------------------------------------------------

Friday, 7 September 2018

Mi Max 3 Launch and Review ,specification, price, full details Hindi me

Hallo friends

Mi ne poco f1 ke baad apna naya phone launch kar diya hai jiska model no.  Mi Max 3 hai aj apko complete details mil jayegi hamari is site pe
Mi Max3
Mi me poco ke muqabale acha phone launch kiya hai Mi Max 3 jo ki dikhne me bhi bahut achha lagta hai, poco f1 se bada dekhta hai, samne ka look bhi bahut achha hai,

Mi Max 3 Kaha Sabse Pahle Launch Huva :-to Dosto main apko batana chahta hu ki Mi me Mi Max 3 ko pahle China me launch kiya hai, uske baad Dubai me. India ke alawa other popular country me launch kiya hai.

India me kab launch hoga:- Mi ne sabhi popular country me launch karne ke baad India me bhi bahut jaldi launch karenge ye kaha hai ki 20 October 2018 tak India me aa jayega.

India me kitne price ke sath launch hoga :-dosto MI ne Mi Max 3 ko Dubai me 18000 ki price me launch kiya hai . India me MI ne aisa kuch bhi nahi kaha hai Mi Max 3 ke price ke baare fir bhi Mi Max 3 ki price 16000 se 18000 ke beecme ho sakti hai.dekhte hai MI Max 3 kitne price me launch ho hai.

Mi Max 3 Battery :- Mi ne MI Max 3 ki battery capacity bhi bahut achaa leke aya jo ki bahut achha performance karegi. Mi Max 3 ki battery capacity  5500 mah hai. Jo ki bahut badi hai.

Mi Max 3 Ka Primary look:- Mi Max 3 ke side me volume up and down ka button hai thik uske niche power on/off ka button hai. Samne se itna achaa look nahi wohi purane phone ki tarah hai. Body build quality thodisi achhi lag rahi hai.

Mi Max 3 Camera :- iska front Camera 8 mega pixel ka hai aur Rear camera 12 mega pixel dual camera hai aur sath me power full flash light bhi hai.

Mi Max 3 Display :- Full HD display hai jiska size 6.9 inch hai. 1080*2160 pixel ka Resulation hai.

Camera Clearity :- Indoor me bhi camera ka permonce bahut achha  hai jaise outdoor me Clearity ati hai vaisi hi Clearity indoor me bhi aa rahi hai. Low light yani night me bhi camera achha permonce de rha hai.


Mi Max 3 Special :-
                                    Mi Max 3 launch  with very special badi battery 5500 mah ke sath badi screen ka look aur bhi achha hai. Storage 64 Gb hai ise upgrade kar sakte hai 256 tak memory card lagaye. (Hight 176.15*width87.40*thilness7.99) aur weight 220.00 gm. Mi Max 3 me dual sim card aur ek memory card laga sakte hai .conectivity option Wi-Fi, GPS, Bluetooth, 3G and 4G sensor.

Mi Max 3 Launch :-
                                     Mi Max 3 ka global version launch ho chuka hai. Other country Dubai, China in country me launch ho chuka hai. India me October me launch ho sakta hai.

Mi Max 3 Specification :-

Mi Max 3 Kya poco 1 ki  tarah market me dhamaka machayega, ye to launch hone ke baad hi pata chalega. Muze lagta hai ki ye phone ki demand bhi jyada rahne wali hai. Bahut kam keemat me itna achha phone mil rha hai aur Kya chahiye Bhai customer. Mi to costmer ko capture karne ke liye aise ache quality aur performance Wale phone lata rahega. Agar iske alawa kuch aur daut ho to comment kar dijiye .thanks you

Have a nice day

Model Name :- Mi Max 3

Price :- Price India me fix nahi hai, expected price 16k - 18k

Display :- 6.9 Inch Display size
                  Full HD

Camera :-Front camera 8 mega pixel
                 Rear camera 12 mega pixel

Battery :- 5500mah

Prosesser :- 1.8GHz octa core

Resolution :- 1080*2160 pixel

Ram :- 4 Gb

Rom :- 64 Gb

Android :-Os android 8.1 Oreo